oh..oh..ho…
Hoon khud hi se laapata hmm hmm
Hoon khud hi se laapata
Cheekhti meri khamoshiyaan yahaan
Bekhwab se khwab hain, khwabo mein mere
Gurgure sannaton mein
Kahin toh qaid meri aahatein hain
Beshakhta iss dard se, ab le ja chhuda ke
Le ja tu mujhe (Khule aasmaan mein)
Le ja tu mujhe (Apne jahaan mein)
Le ja tu mujhe (kar ke riha tu le ja)
Ab le ja, tu le ja mujhe le ja…
O ab dabi dabi awaaz hai
Khoye sabhi alfaaz hain
Naaraz kyun saaz hai gaanon se mere
Chubh rahi hai woh shiqayatein
Shiqayatein na jaane kyun apni chaahatein
Beshakhta iss dard se, ab le ja chhuda ke
Le ja tu mujhe (khule aasmaan mein)
Le ja tu mujhe (apne jahaan mein)
Le ja tu mujhe
Kar ke riha tu le ja
Ab le ja, tu le ja mujhe le ja
Pal, toota toota hai
Bheega bheega hai khwaabon ka nishaan
O mann rootha rootha hai
Ab akela hai yaadon ka jahaan
Ho anjaane, logon ki, duniya se, le ja
Le ja tu mujhe (khule aasmaan mein)
Le ja tu mujhe (toh apne jahaan mein)
Le ja tu mujhe (khule aasmaan mein)
Le ja tu mujhe (le ja meri jaan, le ja)
Le ja tu mujhe (apne jahaan mein)
Le ja tu mujhe
Le ja tu mujhe
Kar ke riha tu le ja
Kar ke riha tu le ja
Khule aasman mein, apne jahaan mein
Kar ke riha tu le ja, le ja, le ja
Le ja meri jaan, le ja…
Written by:
Sameer Anjaan
No comments:
Post a Comment